Sad Poems

Sadness is nothing but an emotion of sorrow, a pain prevailing in our heart and soul which is reflecting in our eyes on our faces. Some people expel their sadness in the form of tears, some tends to reside in dark rooms, loneliness, scowling, overeating, and under eating thousands of different ways one can use to deal sadness. This particular category of sad poems on this website has poems in different languages like Urdu, Hindi and English. People who like to send latest Urdu, English and Urdu sad poems can easily send it from here.

Mohabbat Ne Hum Ko Samar Jo Diya

Poet : Mir Dard

Mohabbat ne hum ko samar jo diya
Su ye hai ke sab kaam se koh dea

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Mohabbat Ne Hum Ko Samar Jo Dea

Poet : Mir Dard

Mohabbat ne hum ko samar jo dea
Su yeah hai ke sab kam se kho dea

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Dil Khafa Hum Se Howa Hai Aur Khafa Hain Dil Se Hum

Poet : Others

Dil khafa hum se howa hai aur khafa hain dil se hum
Jane ab kis haal mein nikalien teri mehfil se hum

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Bala Se Kuch Ho Hum Ehsan Apni Khoo Na Chorian Gaye

Poet : Ehsan danish

Bala se kuch ho hum ehsan apni khoo na chorian gaye
Hamesha bewafoun se milain gaye ba wafa ho kar

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Dil Khafa Hum Se Howa Hai Aur Khafa Hain Dil Se Hum

Poet : Others

Dil khafa hum se howa hai aur khafa hain dil se hum
Jane ab kis haal mein niklain teri mehfil se hum

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Dard Mein Lazat Fagahan Mein Soz Tanhai Mein Kaif

Poet : Others

Dard mein lazat fagahan mein soz tanhai mein kaif
Zabt e gham se ishq mein kya husn paida ho gaye

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Darta Houn Jo Leta Hai Koi Naam Khushi Ka

Poet : Shamim Jaipuri

Darta houn jo leta hai koi naam khushi ka
Roota houn jab ata hai kabhi waqt hansi ka

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Umer Kaise Katey Gi Saif Yahan

Poet : Saif

Umer kaise katey gi saif yahan
Raat Katati nazar nahi aati

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Jis Ko Insan Ke Dukh Dard Ka Ehsas Na Ho

Poet : Others

Jis ko insan ke dukh dard ka ehsas na ho
Kuch bhi hota ho woh insan kahan hota hai

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Us Se Kahu Ke Hum Uske Baghair Jee Lain Gaye

Poet : Others

Us se kahu ke hum uske baghair jee lain gaye
Yeah ghum agar che zayada hai admi ke liye

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

12345