Death Poems

Various readers from all over the world demand death poems written by various famous poets in the past few years. They think that the shayari used by the poets in these mout poems and Ghazals shows a completely different side of them. These types of poetry tells us that a poet who is famous for writing romantic and happiness poetry can also write serious poetry which will make his readers to understand. This particular category of poems on this website has poems in different languages like Urdu, Hindi and English. People who like to send latest Urdu, English and Urdu death poems can easily send it from here.

Bus Kijiye Ab Aur Adawat Na Kijiye

Poet : Aatish

Bus kijiye ab aur adawat na kijiye
Mein mar na jaon itni mohabbat na kijiye

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Dil Ka Damane Dareda Nahi Silta Tu Mian

Poet : Khalid Aaleem

Dil ka damane dareda nahi silta tu mian
Bhar mein jaye agar chak rada bhi ho jaye

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Tout Gaya Jab Dil Ka Rishta Ab Kiyon Reeze Chunti Ho

Poet : Ibn e Insha

Tout gaya jab dil ka rishta ab kiyon reeze chunti ho
Bikhre reezoun se bhi kisi ne sheesha phir se siya hai

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Kuch Din Ke Baad Usse Juda Ho Gaye Muneer

Poet : Others

Kuch din ke baad usse juda ho gaye Muneer
Iss bewafa se apni tabiyat nahi mili

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Yeh Raat Aur Riwayat Ki Yeh Zanjeerain

Poet : Others

Yeh raat aur riwayat ki yeh zanjeerain
Gali ke mor se do lout they huey saaye

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Ghum Adhora Tha Ke Paigham E Ajal Aya Nadeem

Poet : Ahmed Nadeem Qasmi

Ghum adhora tha ke paigham e ajal aya nadeem
Bonda abhi bhadki na thi pathar abhi bola na tha

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Roshni Aankhon Se Dil Se Walwale Chehre Se Rang

Poet : Others

Roshni aankhon se dil se walwale chehre se rang
Ly gai sab kuch uda le ghum ki woh aandhi

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Har Mod Pe Milain Gaye Kayi Rahzan Shakeeb

Poet : Others

Har mod pe milain gaye kayi rahzan shakeeb
Chaliye chup ke gham bhi zar ou mal ki tarah

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Ghum Woh Mehman Hai Jo Badle Huey Mausam Ki Tarah

Poet : Others

Ghum woh mehman hai jo badle huey mausam ki tarah
Jane kis desh se aya hai kidhar jaye ga

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

Aur Kuch Roz Mein Hoon Dar Pe Jaane Wala

Poet : Kausar Niazi

Aur kuch roz mein hoon dar pe jaane wala
Hai koi rasm e wafa mujhse nibhane wala

Submitted By : Adeel Sadiq

Read More

123