Eid kya eid ki haqeeqat kya
mere aansu to pyar dhoote hain
|
Main mausam-e-khizan se talab kar raha hoon rang
shayad tarap ke jaag uthe rut bahar ki
|
Zindagi ka rasta to katna hi tha adam
jaag uthe toh chal diye aur thak gay to so gay
|
Yahan na cheer mohabbat ki dastan' aye dost! yahan to log taraste hain zindagi ke liye
|
Zindagi hai' sharab khana hai
aur jo kuch bhi hai' fasana hai
|
Eid kya eid ki haqeeqat kya
Mere aansu tu pyar hote hain
|
Eid kya eid ki haqeeqat kya
Mere aansu tu pyar dhote hai
|
Kis asani se woh toute huey dil jod deta
Khushi se bolna jis shaks ka mamool ho jaye
|
Hashar ka kaun aitbar karey
Ap wada wafa nahi karte
|