Chehre to zaiqon ki tarah the zaban par
par naqsh-e-aagahi tha kahan jism-o-jan par
ek cheekh si bikhar gayi banjar fizaon mein
main ...
|
Is gham ko to ab dil mein samona he pare ga
aankhein jo bhar aayi hain to rona he pare ga
wo shakhs muradon se jesay paya tha hum ne
...
|
Dil apne aap bhar aya to main ne phir socha
yeh hum sukhan bhi ganwaya to main ne phir socha
phir ulte qadmon isi simt laut aana hai
...
|
Khawab ke dees se aayega musafir kab tak
joe khoon aankhon se umdey gi brabar kab tak
khushk ho payenge aankhon ke samandar kab tak
h...
|
Mehrban koi nazar aaye to samjhon tu hai
phool mehakain to ye janon ke teri khushboo hai
aqal tasleem nahi karti pe dil manta hai
woh...
|
Kya sitam hai ke tujhe chor ke jana chahon
mein hathayli ki lekerain bhi mitana chahon
apne mahthey pe bikharti howi siahi le kar
t...
|
Nahi ke manzil e izhar tak rasai nahi
kulid e azm abhi hum ne azmai nahi
kisi ko khanda jan baksh dein to hum kese!
hamain to apne t...
|
Go wafaon ke ewaz hum pe kuch ilzam bhi hai
par is afsane mein sunte hain tera naam bhi hai
dil wehshi na ghum sud wa zayan se ghabra
|
Mein ne ab tum se taluq nahi rakhna koi
faisla ye hai ke baki nahi rasta koi
is qadar tum ne sataya hai ke jee janta hai
hum ne ye ma...
|
Yun har ek kagaz utha kar chak karna kya hua
khak ki khawish mein khud ko khak karna kya hua
ye bhi koi bat hai ke muskurana bhi nahi
|
Yehi to tha ke tera dukh bhi hum ko pyara tha
wagarna kis ko ghum e zindagi ka yara tha
tumhare bad to kaifitain kuch aur he thi
ke ...
|
Bas aik bar mujhe zakham bewafai de
ke apna aks isi taur he dekhai de
totolta hoon mein ab jism wa jaan ki devarain
wo teergi hai kis...
|
Jab se qalm ko khama mani bana liya
hum ne jigar ke khon ko pani bana liya
yun hum ne shehar shehar teri dastan kahi
har sang e reh...
|
Tumhare zulam ke qissy jahan jahan tak hain
hamare sabar ke kuch silsilay wahan tak hain
zamen ki had mein rehain gaye ke asman tak hai...
|
Jismon ka bhanwar chor ke sahil ki taraf aa
aay shehar e tamana ke makeen dil ki taraf aa
jeena ho to hain rah ke pathar tere humrah
...
|
Hans kar guzar di kabhi ro kar guzar di
jese guzar di hai sitam gar guzar di
ye aur bat hai ke kasak dil mein reh gai
tujh se bichar...
|
Zara si dair jo hungama bahar mein hai
har ek kali abhi khilne ke intazar mein hai
bichaar ke tujh se tasali hai dil ko bus itni
ke ...
|
Gham e jahan ne kiya hai kharab pehle bhi
hamare dil ne sahay hain azab pehle bhi
abhi jo khawab se jaga to yun howa mehsoos
ke jese...
|
Manzroon ke liye panahian dein
shukar hai us ka jis ne aankhen dein
shukar hai us ka jis ne sochain dein
aur phir sochne ko rahein d...
|
Tamam shehar mein woh naqsh e pa talash karoon
ke aankh band rakhon aur hawa talash karoon
abhi to sari kahani pas_e_ shab_e_ ghum hai
|
Wo jis ka zikar bohat apni shayari mein hai
ek aur shakhs bhi ab is ki zindagi mein hai
wo rabat rakhay ga mujh se bary khaloos ke sath
<...
|
Gham jo mil jaye to gham khawar bhi aate hain bohat
jins e dil ho to kharidar bhi aate hain bohat
aankh khul jaye to adrak e haqeeqat kya...
|